Skip to main content

Posts

Showing posts from 2019

เคเค• เค•เคฆเคฎ เค†เคธเคฎां เค•ी เค“เคฐ

เคเค• เค•เคฆเคฎ เคฌเฅा เค†เคธเคฎा เค•ी เค“เคฐ เคคू ! เค…เคชเคจे เคนौเคธเคฒो เค•ो เค†ँเคงिเคฏो เคฎें เคฌांเคง เคคू, เค…เคชเคจी เคคाเค•เคค เค•ो เคซिเคฐ เคธे เคชเคนเคšाเคจ เคคू, เค›ोเฅœเค•เคฐ เคธाเคฐी เคฐंเคœिเคถे, เค…เคชเคจे เคฒเค•्เคท्เคฏ เคชเคฐ เคฒเค—ा เคจिเคธाเคจ เคคू, เคเค• เคฆिเคจ เคชा เคนी เคœाเคฏेเค—ा เคฎंเฅ›िเคฒ... เคฒเค—ा เค•े เคฎेเคนเคจเคค เคคเคฎाเคฎ เคคू, เค…เคชเคจी เคฎुเคธीเคฌเคคों เค•ो เคเฅœ -เคเค•ोเคก เคคू,  เคเค• เค•เคฆเคฎ เคฌเฅा เค†เคธเคฎा เค•ी เค“เคฐ เคคू ! เคคू เคฌเคจा เคฒे เคคूเคซाเคจों เคฎे เค•เคธ्เคคिเคฏा... เคฌंเฅ›เคฐो เคฎे เคฌเคธ्เคคिเคฏा, เคนเคŸा ! เคชเคฒเค•ों เคธे เคนเคคाเคถ เคคू, เคฌเฅा เคนोंเค ो เคชเคฐ เคช्เคฏाเคธ เคคू, เคœिเคจ เคจเฅ›เคฐो เคฎे เค–ो เค—เคฏी เคนै เคฐोเคถเคจिเคฏाँ, เคœिเคธ เคฌเคฆเคจ เคธे เค•เคญी เค•เฅœเค•เคคी เคฅी เคฌिเคœเคฒिเคฏाँ, เค‰เคจ เคจเฅ›เคฐो เคธे เคฆेเค– เคคो... เคเค• เค–्เคตाเคฌ เคคू, เคฌिเค–เคฐे เคชเฅœे เคธเคชเคจो เค•ो เคซिเคฐ เคธे เคฌเคŸोเคฐ เคคू, เคเค• เค•เคฆเคฎ เคฌเฅा เค†เคธเคฎा เค•ी เค“เคฐ เคคू, เค•्เคฏू เค—เคฐ्เคฆिเคถो เคฎे เคชเฅœा เคนै เคฎเคจ เคคेเคฐा, เค•्เคฏू เคชเค—-เคชเค— เคชเคฐ เคฌैเค  เคฐเคนा เคนै เคคเคจ เคคेเคฐा, เค•्เคฏू เคน्เคฐเคฆเคฏ เคนै เคฌेเคšैเคจ เคคेเคฐा, เคคुเคे เคोเคชเฅœिเคฏों เคฎे เคฐौเคถเคจी เคฒाเคจा เคนै, เคคुเคे เคฐोเคถเคจी เคฎे เคนी เคœीเคตเคจ เคฌिเคคाเคจा เคนै, เคฌเคจा เค…เคชเคจा เคฎเคจ เคฌเคœ्เคฐ เคคू, เคฌเคธ เฅ›ुเคฌा เคชเคฐ เคฒा เคธเคซเคฒเคคा เค•ा เฅ›िเค•्เคฐ เคคू, เคฅोเฅœा เคคो เคฌเคจा เค…เคชเคจे เคœिเคธ्เคฎ เค•ो เค•เค ोเคฐ เคคू, เคเค• เค•เคฆเคฎ เคฌเฅा เค†เคธเคฎा เค•ी เค“เคฐ เคคू.. เคฏे เคฎंเฅ›िเคฒ.. เคฏे เคฐाเคธ्เคคे, เคนै เคœीเคตเคจ เคฎเคฐเคฃ เค•े เคซाเคธเคฒे, เค•्เคฏू เคฌीเคš เคฎे เคนी เคซเคธे เคชाँเคต เคคेเคฐे, เค•्เคฏू เคฎाเคฅे เคชเคฐ เคนै เคธिเค•เคจ เคคेเคฐे, เค•्เคฏू เคนोंเค ो เคชเคฐ เคนै เค…เฅœเคšเคจ เคคेเคฐे, เคฒเค—ा เคฅोเฅœा เคธा เคคो เฅ›ोเคฐ เคคू, เคฌเคข เคœाเคฏेเค—ा เค†เคธเคฎा เค•ी เค“เคฐ ...

SAVE HUMANITY

Aandhi chal rhi hai.. Kisi ka ghar loot rha hai.. Aisa q lag rha,  Manavta ka diya boojh rha hai.... Hum pareshan hai... Ek dusre ko jaan ke v anjan hai.. Aisa q lag rha,  Manavta ka diya boojh rha hai.... Na jaane q hum apne tak seemit hone lage.. Sadak par aankh band kar ke chalne lage... Gale lag kar, ek dusre se phir v biccharne lage... Aisa q lag rha,  Manavta ka diya hum boojhane lage ! Na jaane hum q hindu muslim karte hai.. Bharat me rah kr hi bharat ko baatTe hai Q sirf kagajo par nyay dikhaya jaa rha hai Haqiqat me use dhuaa (เคงूंเค† ) ki tarah udaya jaa rha hai... Aisa q lag rha,  Manavta ka diya boojh rha hai.... https://yourstoryclub.com/poetry-and-poem/hindi-poem-humanity-and-mankind

Chandrayaan 2 crash?

Chand pe pahunche ab hum. Kayi sapne basane chle ab hum Kisi ki duaye saath hai to kisi ki aasman me udne ki chah hai. ISRO dwara kiya gya dusra CHANDRAYAAN MISSION successful hua hai. Ye CHANDRAYAAN2 september me chand ki satah ko pahunchega. Is MISSION ka main moto Chand pe paani ki khoj krna hai. Agar ye mission successful ho jaata h to... Hum chand pe nya ghar basayenge. Aur wha jaat paat ki aandhi tak na aane denge.. Khushiyo se aangan sajayenge.. Chand pe apna ghar basayenge... Chandrayaan 2 launch Is mission ko NASA ne v khub sahraya hai. Iski kul budget 978 crore jo ki ek Marvel movie se v kam hai. As mission pe har Indian ko garv hona chahiye.

GALATFAHMI (Misconception)

            Hamari kahani v kisi shayar ki kalam sa chl rhi thi.. Nadi ki paani sa bah rhi thi , Phoolo ki khushbu sa mehak rhi thi.. Par kya pta tha ek galatfahmi in cheezo ka rukh hi badal degi.. Shayar ki kalam ruk jaayegi, Nadi ka paani tham jaayega , Phoolo me kaante aajayenge ! Hamari wo haseen raate... Tmhari wo raat bhr ki muskurahte Na jaane sb ek pal me hi gum sa ho gya.. Kya humne sirf ek galatfahmi se hi sab kuch kho diya.. Kya tmhe yaad h jaise lahre milne aati h kinaaro se.. Mai tha wo kinaara tera Ye baarish ki boonde mere mann ko chanchal sa kr deti h aisa lgta h fir se tera saath maangti ho Zindagi ke safar me tera haath maangti ho.. Kya hum ek the.. Ya phir hamare rishte itne kamjor the...? Ab to bas ek hi sawal reh gya.. Kya Chand me wo chandani aayegi, kya subha ki wo roshni chhayegi ? Ek galatfahmi ne sab kuch badal diya.. Zindagi ke safar me tune mera saath chhod diya..๐Ÿ˜ถ Breakup ๐Ÿ’”

Love or Lust ?

Yes I have seen... The changing sight  in changing light... From holding hands to excluding emotions... Yes I have seen... The deep sadness in  expressing smile.. The anxiety in calmness face... Yes I have seen beauty and the beast in same person Even then I was deprived of knowing you perhaps it was only ignorance but why I trust you more than the rising sun Although I have lost my all fun This is love or lust ?

Jugnoo Sa ๐ŸŒ 

   Aye maa, mai Jugnoo sa chamkunga... Har mushkilo se larunga.. Phoolo ki khushbu sa mehkunga... Jab kbhi teri zindagi me andhera chhayega Aye maa, mai Jugnoo sa chamkunga.... Tera Ladla avi shunya (เคถूเคจ्เคฏ) par shawar hai Phir v tujhe usse pyar hai Mai ek asafalta ke karan nhi tootunga ; Zindagi me kitne sapne hai unhe mai yuhi nhi bhoolunga.. Aye maa mai Jugnoo sa chamkunga.... Wo shaam aayegi Wo ikhtiyar aayega Jis din mai chamkunga.. Tere aankho me khushi ke samandar ki lahar aayegi.... Aye maa, mai ek din Jugnoo sa jaroor chamkunga....

Wo Shaam ๐ŸŒ‡

Mai to yuhi nikla tha          Naya safar, naya rasta or naye vishay ke sath... leke vistar sapne๐Ÿ’ญ Or kuch kitabo ki baat....๐Ÿ“–๐Ÿ“š   Nikalte hi ek khubsoorat si Shaam dikhi, jaise ek kore kagaz par kavita likhi ....... Maine us khubsoorat Shaam me bachpan-e-dor suru kiya.. ye soch ke ki jivan me kuch pal to kushiyo se beet jayenge, shayad udaasi ke ghade reet jayenge....    Meri khwayish to uske sath do kadam chalne ki thi!!๐Ÿ‘ซ uske samne se keval nikalne ki thi.... kash kuch der tak us Shaam ki god me thahar jaata..! Fir jaa kar thoda aaram aata.. Tu de de sath to shayad jivan me kuch achha kar jau Dar rhi hai ye zindagi kahi yuhi na mar jau... Lekin usko uska kam or mujhe wo pyari thi ..    Jaisi bhi ho wo Shaam hamari thi....                   (DEEP SENSE)

SAVE WATER ๐Ÿ’ง๐Ÿ’ง

Tu khub ho ke v kam hai.. Teri ummeed me kayi aankhe aaj v namm hai...๐Ÿ˜ข๐Ÿ’ง Kisi ko parwaa nhi tere khone pe.... Wo yaad krenge tujhe tere na hone pe....... Teri barbaadi ka manjar logo pe is kadar hai chaaya... Wo dekh nhi paa rhe hai bhawishya me aane waala bura saaya.... Hum yaaha kisi kaam me nal khula chhor dete hai.. Udhar kayi maasum bina paani ke apna dum tor dete hai... Hum yha boond boond khel rhe hai..๐Ÿ’ง Wo bhi wha boond boond khel rhe hai... Fark sirf itna hai hamari boond nal se nikal rhi hai.. or unki aankho se....๐Ÿ˜ข Na jaane hum kb sudhrenge Shayad jab hum khud bund bund ko tarsenge...

MOTIVATIONAL START

Har koi kisi na kisi chiz ka shuruwaat karta hai Koi majboori me karta hai, To koi Khushi se karta hai... Koi accha karta hai, To koi bura karta hai Har shuruwaat karne wale ko manjil milti hai... Kisi ko av milti hai to kisi ko baad me jaroor milti hai.... Kuch shurwaat karne waale to ek thokar se hi beech me ruk jaate hai. Aur Na jaane kitne sapno ko dafan kar jaate hai..... Kaash koi unhe btata har thokar kuch na kuch jaroor shikhata hai Aaj nhi to kal apni manjil jaroor dilata hai...... Ajib hai ye apni duniya ๐Ÿ˜• Ya kahe to hum sab?????๐Ÿ˜” Yha kuch karne se pahle logo ki soch ko sochna padta hai ๐Ÿค” Apne aap me hi khud ko todna padta hai.. Aaram se hum bol dete hai Naye saal pe hum nayi Shuruwaat karenge Lekin ek darr to ye v rahta hai ki log kya kahenge...? Hame to bas itna yaad hai rakhna, Machalti dhool ko to baarish ki do boonde hi unhe unki aukaat dikha deti hai..๐ŸŒง Logo ka to kaam hai kahna Hame to bas apni raah par hai chalna Aandhi aaye ya...